सोमवार, 21 अप्रैल 2014

Sahib nazar rakhna Maula nazar rakhna- Bhoothnath returns-2





Ye gaana sunne mein jitna dil ko chuta hai utna hi jyada dekhte samay bhi. Waise to gaane sunne ke liye hote hain par iska video bhi zabardast hai.Agar kahin mile to zarur dekhiyega. Munna Dhiman ke umdaa lyrics ko behtareen tareeke se Rituraj ne bahut hi saleeke se gungunaya hai. Acche gaane sunne walon ko zarur sunna chahiye. Yahan aap gaana sun sakte hain.